Friday 6 September 2013

Rishtaa

uljhano se bhara ye shabd, na samajh paye kabhi apni hadd; bandh jata aasani se, na parvah kisiki isse; ruthata manata, gairon ko apna banata; zindagi ko haseen banaewala, jisne pyaar ko hai paala; fir kyun log isse darte hain, bina isse jaane apna muh isse ferte hain; na jaante ye isski takat, jo itna sachha hai aur yahi hai iski hakikat; jo bina mile parindo ko jodta hai, jiska naam janm mrutyu se bhi aage aata hai..